Dil ko chu jane wali shayari in English is more than just poetry; it’s an emotional journey that reflects the depths of human feelings. These verses encapsulate moments of joy, sorrow, and everything in between, making them relatable to many.
In this article, we will present a curated collection of shayari designed to move you and inspire connection. Expect to find words that not only speak to your heart but also encourage you to share your sentiments with those who matter most.
You can also read: Love Shayari in English
The Collection Of Dil Ko Chu Jane Wali Shayari
Main Kisi Ko Pane Ki Khatir Itna Roya Hoon,
Ab Main Kisi Ko Khone Se Nahi Darta.
Tumhein Pane Ki Katir,
Hum Ne Sab Ko Chod Diya,
Aur Akhir Mein Tumhari Khoshi Ki Katir,
Jao Tumhein Bhi Chod Diya.
Kya Khub Kaha Hai Kisi Ne,
Jise Paa Nahi Sakte,
Usay Dekh Kar Khosh Hona,
Yeh Bhi Mohabbat Hai.
Khuda Ki Qasam Jis Mohabbat
Ke Liye Duniya Tarasti Hai,
Woh Mohabbat Ki Thi Maine Tumse.
Humein Laga Tum Samjho Gay Humein,
Tum Ne Bhi Humein Galat Samjha.
Jitna Khauf Logon Mein Roza Toorne Ka Hai,
Kaash Itna Khauf Dil Toorne Ka Bhi Hota
Kabhi Raaste Badal Gaye Kabhi Irade Badal Gaye,
Hum Na Badle Mgar Tere Wade Badal Gaye,
Mohabbat Ke Andhere Mein Pathar Pighal Gaye,
Gairoon Se Kya Gilah Jab Apne Badal Gaye.
Aaj To Dard Ki Intaha Hoti Rahi
Zindagi Meri Sisak-sisak Kar Roti Rahi
Dil Ko Chune Wali Shayari
Ab Safar Zindagi Ka Khatam Hi Hua Smjho
Uski Baton Se Judai Ki Mehak Aati Hai
Door Jakar Bhi Ham Door Jaa Na Sakenge,
Kitna Royenge Ham Bata Na Sakenge,
Gham Iska Nahi Ki Aap Mil Na Sakoge,
Dard Is Baat Ka Hoga Ki
Ham Aapko Bhula Na Sakenge
Itna Saza Do Mere Janaze Ko Ki
Unki Aankho Se Aansu Aajaye
Sari Umar To Nafrat Thi Unhe Mujse
Kam Se Kam Janaze Se To Pyar Ho Jaye
Tujhe Kya Lagta Hai Mujhe Teri Yaad Nahi Aati
Kon Bhala Apni Barbadi Ko Bhul Skta Hai
Mere Geet Sune Duniya Ne Magar
Mera Dard Koi Na Jaan Saka,
Ek Tera Sahara Tha Dilko,
Tu Bhi Na Mujhe Pehchan Saka
Umar Bhar Bharte Raho Yeh Zakham Bharta Nahi,
Admi Chahe Jitni Marzi Mohabbatein Kar Lay,
Pehli Mohabbat Se Nikalta Nahi Hai.
Koi Khamosh Ho Jaye Toh Hum Tadap Jaate Hain,
Hum Khamosh Howe Toh Kisi Ne Haal Tak Na Pocha.
Ansoo Jab Chehre Par Beh Jaye,
Toh Samjh Lena Dil Ka Zakham Gehra Hai.

Dil Chune Wali Shayari
Bachpan Key Din Bhi Kitne Achhe Hotey The
Tab Dil Nahi Bas Khilone Tuta Krte The
Ab Ek Aansoo Girey Toh Saha Nhi Jaata,
Bachpan Mein Toh Dil Bhur Ke Royaa Krte The
Jab Hum Duniya Se Chale Jayenge
Aap Ko Taaro Mein Nazar Aayenge
Hume Dekh Kar Koi Dua Mang Lena
Hum Har Baar Usse Pura Karne Ke Liye Tut Jayenge
Na Hawas Us K Jism Ki Na Shoq Uski Lazzat Ka
Bin Matlabi Sa Banda Hoon Uski Saadgi Per Marta Hu
Na Dekh Aasman Ko Itni Hasrat Se Ab,
Woh Sitara Toot Gya Jiski Tujhko Talaash Thi
Har Dhadkan Mein Ek Raz Hota Hain,
Har Baat Ko Batane Ka Ek Andaz Hota Hai,
Jab Tak Thokar Na Lage Bewafai Ki,
Har Kisi Ko Apne Pyar Par Naz Hota Hai
Unko Jana Tha Wo Chle Gye
Hum Ko Khona Tha Hum Ne Kho Diya
Fark Sirf Itna Tha Us Ne Zindgi Ka Ik Pal Khoya
Hum Ne Ek Pal Mai Puri Zindgi Kho Di
Kash K Aisa Bhi Hua Hota Meri Kami Ne
Tujhe B Udaas Kiya Hota
Lot Aate Ek Pal Me Tere Paas Tere Labo Ne
Mera Naam To Liya Hota
Abhi Bhi Baaki Hai Kuch Ummiden Unse
Jo Meri Saari Ummiden Tod Kar Chale Gaye
Hamdardi Na Karo Mujh Se Aye Hamdard Dosto
Wo Bhi Bare Hamdard The Jo Dard Hazaron De Gye
Agar Teri Khamoshi Teri Majboori Hai
To Phir Rehne De Ishq Bhi Konsa Zaruri Hai
Dard Ki Daastaan Abhi Baaki Hai
Mohabbat Ka Imtehaan Abhi Baaki Hai
Dil Kare Tou Phir Milne Aa Jana
Mera Dil Hi Toota Hai Jaan Abhi B Baaki Hai

Usay Bahut Chaha Phir Bhi Wo Apna Na Bana
Na Jane Wo Konsi Muhabbat Thi
Jo Hum Use De Na Sake
Kuchh Is Tarha Se Saudaa Kiya Mujhse Waqt Ne
Ke Tajurbe De Kar Wo Meri Maasoomiyat Le Gaya
Dil Ko Chune Wali Shayari
Aankhe Aksar Woh Baatein Kah Jaati Hain
Jo Baatein Hum Jubaa Par La Nahi Paate
Qadar Karlo Unki Jo Tumse
Bina Matlab Ki Chaahat Karte Hain
Duniya Mein Khayal Rakhne Wale Kam
Aur Takleef Dene Wale Zyada Hote Hain
Mai Fanaa Ho Gyi Wo Badla Fir Bhi Nahi
Shayad Meri Chahat Se
Bhi Sachhi Thi Nafarat Uski
Uski Chahat Se Ikrar Na Karte..
Uski Kasmo Ka Aitbar Na Krte,
Agar Pata Hota Hum Sirf Mazak H Unke Liye,
Ksam Se Jaan De Dete Par Pyar Nahi Krte

Dil Ko Chu Jane Wali Shayari In English
Kisi Ki Yaad Main Itna Udaas Na Huwa Kar
Log Naseeb Se Milte Hain Udaasiyon Se Nahi
Tum Fikar Na Karo Mai
Tumse Bahut Dur Chala Jaunga
Ek Paigam Bheja K Mout Bas Aane Hi Wali Hai
Wo Mujha Toot Kar Chahega Or Bhool Jaaye Ga
Mujha Khabar Na Thi Usse Ye Hunar Bhi Aata Hai
Choro Dost Ye Gam Ki Bate Uska Dil Nahi Pighlega
Wo To Ik Patthar Hai Uske Sine Mai Jajbaat Kaha

दिल को छूने वाली ग़ज़ल
Safar wahi tak hai
jaha tak tum ho
Nazar wahi tak hai
jaha tak tum ho
Hazaro phool dekhe hai
iss gulshan mee
Khushboo wahi tak hai
jaha tak tum ho….!
Log kehte the ki mera dil
patthar ka hai
Yakeen mano kuch log isse bhi
tod gaye…!
Tere sheher ke kaarigar
bade ajeeb hai ae dil
Kaach ki marammat karte hai
patthro ke oujaaro se…!
Usne hausala hi nahi dikhaya
mohabbat nibhane ka
Aur hum aaj tak
naseeb ko dosh dete rahe
Jaane kya mujhse zamana
chahta hai
Mera dil todkar mujhe hi hasana
chahta hai
Jaane kya baat jhalakti hai mere
iss chehre se
Har shaqs mujhe aazmana
chahta hai….!
Dil Ko Chune Wali Shayari In Hindi
ये कह कर मेरा दुश्मन
मुझे हस्ते छोड़ गया
तेरे अपने ही बोहोत है
तुझे रुलाने के लिए।
चलो पूरी क़ायनात का
बटवारा करते है
तुम सिर्फ मेरे बाकी
सब तुम्हारा।
ये इश्क़ है
तुझे पाने की कोई वजह नहीं
तू उनसे मिलती है
जिसके दिल में तेरी कोई जगह नहीं।
बहाना कोई तो ये ज़िंदगी दे की
जीने के लिए मजबूर हो जाऊ।
क़ीमत पानी की नहीं
प्यास की होती है
क़दर मौत की नहीं
सांस की होती है
प्यार तो बोहोत लोग
करते है दुनिया में
पर क़ीमत प्यार की नहीं
विश्वास की होती है।
तुम्हारे दिल में कैद है
हमारी धड़कने
धड़कते रहना नहीं तो
हम मर जाएंगे।
दुश्मनो ने जो दुश्मनी की है
दोस्तों ने भी क्या कमी की है
दर्द भी एक अदा है
वो सहने वालो पर ही फ़िदा है।
बिछड़ के तुमसे ज़िंदा हु
मेरी तक़दीर तो देखो
कभी आकर मेरे हालत की
तस्वीर तो देखो
देकर प्यार की दौलत
वादे वफ़ा के और
चाहत जिस्म की
अगर ये मोहब्बत है तो
हवस किसे कहते है।
Conclusion
Dil ko chu jane wali shayari serves as a profound medium for articulating the complexities of human emotions. This poignant form of poetry resonates deeply with those who seek to convey their innermost feelings in a beautiful and impactful way.
From romantic gestures to reflections on life, these verses have the power to touch hearts and inspire connections. Engaging with shayari can enhance your appreciation for language and emotion, allowing you to share meaningful experiences with others.