Maut Shayari captures the profound emotions surrounding death and the inevitable journey we all must face. These poignant verses provide solace and reflection, allowing individuals to express their grief and honour the memories of lost loved ones.
In this article, we will explore various themes within kafan maut shayari, offering insights into its significance in cultural contexts and how it can serve as a therapeutic outlet for those in mourning.
You can also read: Alone sad shayari
Kafan Maut Shayari
Mere Janaazey Ki Peechey Saara Zamaana Nikla,
Magar Woh Na Nikla Jiskey Liye Mera Janaaza Nikla
Hamare Muskuranay Ki Waja Tum Ho,
Hamari Zindagi Ka Matlab Tum Ho,
Agar Chora Saath Zindagi Main Hamara,
To Samajh Laina K Hamari Maut Ki Waja Bhi Tum Ho
Maut Par Bhi Hai Yakeen, Un Par Bhi Aetbaar Hai
Dekhate Hai Pehle Kaun Aata Hai, Dono Ka Intizaar Hai
Meri Mayat Ko Jab Uthane Ki Bat Hogi
Har Ankh Se Ansu Ki Barsat Hogi
Ap Muskra Kar 1 Phool Rakh Dena
Meri Hatheli ParJate Jate Apki Koi Nishani To Sath Hogi
Yun Dil Se Dil Ko Juda Na Kijiyega
Zara Soch Samaj Kar Faisla Kijiyega
Agar Jee Sakte Hai Aap Mere Bina
To Beshak Meri Maut Ki Dua Kijiyega
Teri Doli Uthi,Meri Mayyat Uthi,
Phool Tujh Par Bhi Barse,Phool Mujh Par Bhi Barse,
Farq Sirf Itna Sa Tha,Tu Saj Gayi,Mujhe Sajaya Gaya ,
Tu Bhi Ghar Ko Chali,Main Bi Ghar Ko Chala,
Farq Sirf Itna Sa Tha,Tu Uth Ke Gayi,Mujhe Uthaya Gaya ,
Mehfil Wahan Bhi Thi,Log Yahan Bhi The,
Farq Sirf Itna Sa Tha,Unka Hasna Wahan,Inka Rona Yahan,
Qazi Udhar Bhi Tha, Molvi Idhar Bhi Tha
Do Bol Tere Pade, Do Bol Mere Pade,
Tera Nikah Pada, Mera Janaaza Pada,
Farq Sirf Itna Sa Tha,
Tujhe Apnaya Gaya ,
Mujhe Dafnaya Gaya

Kafan Na Dalo Humare Chehre Pe
Hume Aadat Hai Muskurane Ki
Deewangi Is Se Badh Kar Kya Hogi K
Hume Aaj Bhi Umeed Hai Uske Aane Ki
Jiya Itna Ki Marna Muskhil Ho Gaya.
Hase Itna Ki Runa Muskil Ho Gaya.
Kisiko Pana Kismat Ki Baat Hai
Chaha Itna Ki Bhulana Muskhil Ho Gaya
Sub Hi The Tere Janaze K Pechey
Ek Mai Nai Tha Tere Janaze K Pechey
Mai Kyoun Ata Ter Janaze K Pechey
Mera Apna Janaza Tha Tere Janaze K Pechey
Sad मौत शायरी
Dard Jitna Hai Meri Nigaho Me
Paoge Na Utna Kisi Ki Raho Me
Bitani Chahte The Zindagi Jiski Bahon Me
Maut B Na Mil Payi Unki Panah
Us Marhale Ko Maut Bhi Kehte Hain Doston
Ik Pal Main Toot Jaie Jahan, Zindagi Ka Sath
Kya Dete Kisiko Muskurahat
Hum Apne Ashkon Se Zaar Zaar The
Kya Dete Kisiko Zindagi Ka Tohfa
Hum To Apni Maut Se Bezaar The…
Kuch Pathro Me Phul Khil Jate Hai
Kuch Anjane Bhi Apne Ban Jate Hai
Kuch Lasho Ko Kafan Nasib Nahi Hota
To Kuch Lasho Pr Tajmahal Ban Jate Hain.

Milna Hai To Mil Isi Dunia Ke Chaman Mein…
Phir Kya Milna Hoga Jab Laash Hogi Kafan Mein
Koi Dikah Ke Roay Koi Chupa Ke Roay
Hamein Rulane Wale Hameain Rula Ke Roay
Marne Ka Maza To Tab Hai
Jab Qatil Bi Janaze Pe Aa Ke Roay
Maut Shayari In Hindi
ए मौत तेरा फैसला नेक है,
श्मशान में हर गरीब और अमीर का बिस्तर एक है….
आगाह अपनी मौत से कोई बशर नहीं
सामान सौ बरस का है, पल की ख़बर नहीं
मौत ही इंसान की दुश्मन नहीं
जिंदगी भी जान लेकर जाएगी

Dard Maut Shayari
Kya Kahun Tujhe… Khwab Kahun To Toot Jayega,
Dil Kahun, To Bikhar Jaayega.
Aa Tera Naam Zindagi Rakh Doon,
Maut Se Pahle To Tera Saath Chhoot Na Payega.
Tum Dard Bhi Ho Mera Aur Dard Ki Dawa Bhi Ho,
Meri Maut Ka Karan Bhi Ho Tum, Jeene Ki Vajah Bhi Ho,
Khuli Nazro Se Tum Door Ho Bahut Mujhse,
Band Ankhon Me Har Jagah Mere Paas Bhi Ho Tum.
Ik Tum Ho Jise Pyar Bhi Yaad Nahi,
Ik Mein Hun Jise Or Kuch Yaad Nahi,
Zindagi Maut Ke Do Hi To Tarane Hain,
Ik Tume Yaad Nahi Ik Mujhe Yad Nahi.
Itni Shiddat Se Chaha Use Ki Khud Ko Bhi Bhula Diya,
Unke Liye Apne Dil Ko Kitni Hi Baar Rula Diya,
Ek Baar Hi Thukraya Unhone,
Aur Humne Khud Ko Maut Ki Neend Sula Diya.

Conclusion
Maut Shayari serves as a poignant reminder of the inevitability of death and the emotions that accompany it. These verses encapsulate the profound feelings of loss, grief, and reflection, resonating deeply with those who have experienced the passing of a loved one.
Through the art of poetry, we find solace and a means to express our sorrow, allowing us to connect with others who share similar experiences. If you choose to write your shayari or share existing ones, this form of expression can be a powerful tool in coping with the complexities of mortality.