Heart Touching Tareef Shayari For Beautiful Girl In English (2025 Edition)

Heart Touching Tareef Shayari For Beautiful Girl In English is a powerful tool for expressing admiration and love in a heartfelt manner. In a world where words often fall short, Shayari elevates simple compliments into meaningful declarations that can touch the soul. 

This article aims to guide you through a selection of poignant verses that celebrate inner and outer beauty while enhancing your ability to articulate your feelings. Prepare to immerse yourself in the art of Shayari and find inspiration to express your deepest emotions.

Also Read: Family Shayari Hindi.

Latest Tareef Shayari For A Beautiful Girl In English 2025

In 2025, the world of Shayari continues to evolve, offering fresh and heartfelt expressions of admiration for beautiful women. The latest Tareef Shayari captures the essence of beauty not just in physical appearance but also in the spirit and charisma that a woman exudes.

Shayari On Beautiful Girl

These verses resonate deeply, blending poetic elegance with contemporary themes, making them relatable for today’s audience.

Aarzu Hai Tumhe Paane Ki,

Aur Koi Chaahat Nahi Deewaane Ki,

Shikwa Mujhse Nahi Khuda Se Karo,

Kya Zaroorat Thi Tumhe Khoobsoorat Banaane Ki

 

Woh Aapka Palke Jhuka Ke Muskuraana,

Woh Aapka Nazarein Jhuka Ke Sharmaana,

Waise Aapko Pata Hai Ya Nahi Hume Pata Nahi,

Par Is Dil Ko Mil Gaya Hai Uska Nazaraana.

 

Aap Khubsurat Hain Itne,

Keh Har Shakhs Ki Zuban Par Aap Hi Ka Tarana Hai,

Hum Nacheez To Kahan Kisi Ke Kabil,

Aur Apka To Khuda Bhi Deewana Hai.

 

Kitna Haseen Chand Sa Chehra Hai,

Us Pe Shabab Ka Rang Gehra Hai,

Khuda Ko Yaqeen Na Tha Wafa Pe,

Tabhi To Ek Chand Pe Hazaaro Taaro Ka Pehra Hai.

 

Chand Sa Yeh Chehra Dekhne Ki Ijazat De Do,

Mujhe Yeh Shaam Sajane Ki Ijazat De Do,

Mujhe Qaid Kar Lo Apne Ishq Mein Ya Phir,

Mujhe Ishq Karne Ki Ijazat De Do.

 

Chaand Ke Nikalne Se Dikhti Hai Aapki Jhalak,

Aap Samne Hote Ho Toh Na Jhapakti Hai Palak,

Aapke Aage Feeki Lagti Hai Heere Ki Chamak,

Aur Aapse He Toh Aati Hai Zindagi Mei Raunak

 

Itne Haseen Chehre Ko Dekh Kar,
Chand Bhi Sarma Gaya Aya Mere Paas
Aur Chupke Se Farma Gaya Keh,
Jaa Raha Hoon Main Chupane Ko,
Apni Ye Khubsurti Kiyun Keh Mujh Se Bhi,
Haseen Koi Aaya Aur Iss Jahan Per Chha Gaya.

 

Us Haseen Chehre Ki Kya Baat Hai,

Har Dil Aziz Kuch Aisi Uss Mein Baat Hai,

Hai Kuch Aisi Kashish Us Chehre Mein,

Keh Ek Jhalak Ke Liye Saari Duniya Barbad Hai.

 

Khayal Mein Ata Hai Jab Uska Chehra,

Toh Labon Pe Aksar Faryad Ati Hai,

Hum Bhool Jate Hain Uske Sare Sitam,

Jab Uski Thodi Si Mohabbat Yaad Ati Hai.

 

Na Jaane Tujh Par Itna Yaqeen Kiyun Hai,

Mera Khiyal Itna Haseee Kiyun Hai,

Suna Hai Dosti Ka Darjah Bada Meetha Hota Hai,

Agar Tujh Se Baat Na Ho Toh Iske Baad,

Aankhon Se Nikle Aansu Itne Ghumgeen Kiyun Hote Hain

Shayari For Beautiful Girl

This Shayari encapsulates the essence of admiration in a few eloquent lines. These poetic expressions often serve as a bridge between emotions and words, allowing admirers to convey their feelings in a heartfelt manner.

Shayari For Beautiful Girl

Thi Woh Koi Ladki Ya Thi Woh Koi Balaa,

Dil Uski Khoobsoorti Mei Toh Hai Bas Dhalaa,

Kuch Lamho Ke Deedar Ke Aage Na Ye Dimaag Chalaa,

Jaise Hua Koi Jadoo Ya Dikhaayi Kisi Ne Kalaa

 

Yeh Manzilein Yeh Raaste Meri Har Dua Tere Vaaste,

Yeh Sakoon Bhi Yeh Karar Bhi Mera Armaan Bhi Tere Vaaste,

Kabhi Ghum Na Tere Qareeb Ho Tujhe Har Khoshi Naseeb Ho,

Meri Iltejah Tere Vaaste Meri Har Sada Tere Vaaste.

 

Aapka Hukam Tha Sarkar Nahi Hone Diya,

Khud Ko Duniya Ka Talubgar Nahi Hone Diya,

Aire Gaire Ko Tehrne Ki Ijazat Nahi Di,

Dil Ko Dil Rakha Bazar Nahi Hone Diya.

 

Gulistan Se Gul Chunne Ko Dil Karta Hai,

Bana Ke Khuwab Tumhein Chunne Ko Dil Karta Hai,

Dekhne Ko Toh Aur Bhi Bhot Nazare Hain Jahan Mein,

Ek Tum Hi Toh Ho Qasam Se Jise Sunne Ko Dil Karta Hai.

 

Jo Shaks Mere Dil Mein Basta Hai,

Woh Jo Bhi Phen Lay Use Jachta Hai,

Meri Dhadkan Badh Jati Hai Us Pal Ko,

Jab Kabhi Woh Mujhe Dekh Kar Muskurata Hai,

Kambakht Kya Acha Muqadar Hai Iss Shishe Ka,

Jis Ke Samne Woh Har Roz Sajta Hai.

 

Taras Gaye Aapke Deedar Ko,
Phir Bhi Dil Aap Hi Ko Yaad Karta Hai,
Humse Khusnaseeb To Aapke Ghar Ka Aaina Hai,
Jo Har Roz Aapke Husn Ka Deedar Karta Hai

 

Teri Aankhon Ki Sahulat Ho Mayasar Jisko,

Woh Bhala Chand Sitaron Ko Kahan Dekhe Ga,

Ishq Ho Aur Ishq Bhi Tere Jaisa Phir Koi,

Dil Ke Rukhsaru Ko Kahan Dekhe Ga.

 

Us Ne Baalon Mein Jo Ak Phool Lagaya Hua Hai,

Baagh Ka Baagh Use Dekhne Aaya Hua Hai,

Hai Yeh Nafrat Ya Mohabbat Nahi Maloom Magar,

Ek Hi Shaks Mere Dimagh Peh Chaya Hua Hai.

 

Ek Jhalak Dekh Kar Jis Shaks Ki Chahat Ho Jaye,

Us Shaks Ko Parde Mein Bhi Pehchan Liya Jata Ha

 

Baat Sirf Itni Si Thi Ke Tum Ache Lagte The,

Baat Itni Badh Gayi Hai Ke Tumhare Siva Koi Acha Nahi Lagta.

From family gatherings to breathtaking landscapes, photos hold a special place in our lives. They freeze time, allowing us to revisit cherished moments and experiences. The art of photography has evolved, making it accessible to everyone. Whether you’re using a high-end camera or a smartphone, the essence of a good photo remains the same.

It’s about capturing emotion, beauty, and authenticity. This blog will explore the world of photos, diving into techniques, tips, and the magic behind those perfect shots. Get ready to enhance your photography skills and discover new ways to make your pictures truly unforgettable. Join us on this journey and see the world through a different lens.

 

Shayari On Beautiful Girl

It captures the essence of admiration in a poetic form, weaving together emotions that transcend mere words. These verses often celebrate not just physical beauty but also the grace and charm that radiate from within.

Kitni Khubsurat Ho Tum,

Kitna Haseen Chehra Hai Tumhara,

Log Kehte Hain Tumhe Chand Ka Tukda,

Main Kehta Hoon Chand Tukda Hai Tumhara

 

Main Tod Leta Agar Tu Ghulab Hoti,

Main Jawab Ban Jata Gar Tu Sawal Hoti,

Sab Jante Hain Main Nasha Nahi Karta,

Magar Pee Leta Agar Tu Sharab Hoti.

 

Unki Ek Muskaraahat Ne,

Hamaare Hosh Uda Die.

Ham Hosh Mein Aa Hee Rahe The,

Kee Vo Phir Muskura Die.

 

Khubasurat Kya Kaha Diya Unako,

Hamako Chhod Kar Vo Shishe Ki Ho Gayi.

Taraash Nahin Tha To Patthar Jaisi Thi,

Taraash Diya To Khuda Ho Gayi.

 

Husn Walon Ko Sanvarane

Ki Zaroorat Kya Hai,

Wo To Saadagi Me Bhi

Kayaamat Ki Ada Rakhate Hai.

 

Mohabbat chand se hai toh uski roshni tum ho,

Mohabbat dil hai toh uski dhadkan tum ho,

Mohabbat phool hai toh har uski khusbo tum ho,

Mohabbat zindagi hai toh aur woh zindagi tum ho

 

Tere Ishaaron Par Main Naachoon Kya Jaadoo Ye Tumhaara Hai,

Jab Se Tumako Dekha Hai Dil Bekaaboo Hamaara Hai.

Julphen Teri Baadal Jaisi Aankh Mein Tere Samandar Hai,

Chehara Tera Chaand Ka Tukada Saare Jahaan Se Pyaara Hai.

 

Jab Karate Hai Taarif Unki To Chaand Sitaare
Apani Aankhe Malane Lagate Hai,
Jab Cha Jaate Hai Nazaro Ki Geharaio Mein
Unki To Kuchh Apane Jalane Lagate Hai.

 

Kaunase Kalam Se Taarif Likhoo,
Ke Likhate Likhate Siyaahi Khatm Hoj Aati Hai.
Kaunasee Bhaasha Me Varnan Karoo Ke,
Shabd Lupt Ho Jaate Hai, Ek Baat Batao,,
Ye Sabhi Tumhaari Aankhon Mein Yoon Kho Jaate Hai.

 

Hamane Is Wajah Se Nazar Uthaakar Nahin Dekha Aapako,

Ki Kahin Hamaari Hi Nazar Na Lag Jae Aapako

Tareef Shayari For Beautiful Girl In Hindi

Dekha Jo Unki Nazaron Mein

Hum Nazar Hatana Bhool Gaye,

Khiyalon Me Uske Khoo Kar

Hum Raaton Ko Sona Bhool Gaye

 

Laphzo Ki Ladai Hui Teri Taarif Ke Chakkar Mein,

Kyon Door Chala Gaya Teri Tanhai Se Aksar Mein.

Ladakhadaaya Kabhi Kabhi Utha Khud Se Girake Mein,

Kyon Dhoondha Toone Ishq Doosaron Ka Jism Mein.

 

Jab Se Aapane Hamen Muskuraakar Dekha,

Tab Se Ye Dil Aapaka Deevaana Ho Gaya

Conclusion

The Heart Touching Tareef Shayari for Beautiful Girls in English offers a unique way to express admiration and affection in the English language. These poetic verses not only celebrate beauty but also convey deep emotions that resonate with the heart. 

If you’re looking to impress someone special or simply appreciate the beauty around you, these Shayaris serve as perfect expressions of love and admiration. They reflect the essence of romance and the power of words to touch the soul. 

Leave a Comment